Sunday, 1 February 2015

Us k jaany se zindagi adhori samjta hoon

Us k jaany se zindagi adhori samjta hoon.
Wo kab aa jaye paas Be-taab sa rehta hoon.
Wo sath tha tu waqt ki raftaar thi Tezz.
Ab tu bus har pal Ghari ko takta rehta Hon.
Us ka yun chor k jaana mujhe acha na Laga.
Shyd Es liye Suba-o-shaam ab Udaas Rehta hoon.
Palat Kar Aaye Ga Wo Intzar Karta Hai zafar.!
Kasam Khuda Ki Usy Ab B Pyar Karta Hon.
Poet: Rizwan

0 comments:

Post a Comment