Tuesday, 3 February 2015

Tere Pas Ane Ko


Nikal aaya chand bikhar gaye sitare

Nikal aaya chand bikhar gaye sitare,
so gaye panchi so gaye nazare,
kho jao tum bhi mithe khabo me,
aur dekho raat me sapne Pyare Pyare

Zindagi Subha Al noor Subha Ki

Zindagi Subha Al noor
Subha Ki
Thandi Haawa
Aur
Phool
Mehkti Khushbo aur Birkharti Dhoop
Kro isi Bat Per Meri
GOOD,
MORNING.
Qabool
ALLL FIRENDSSSSSSSSSSSSSSSSS

Tum ne kaha tha har sham tere sath guzarein gay

Tum ne kaha tha har sham tere sath guzarein gay....
Tum badal gaye ho ya tumhare shehr me sham nahi hoti...?
Gud Evening all firendssssssss

Phir Dil Ne Kaha Hy Tujhe Mangu Khuda sy

Phir Dil Ne Kaha Hy Tujhe Mangu Khuda sy,
,
Phir Aankhon Ne Teri Deed Ki Chahat Ki Hy,
,
Phir Aaj Baras Gayeen Aankhen Yaad Main Teri,...

Apne karam ki kar adaayein

Apne karam ki kar adaayein
Yaara, Yaaraa... yaara!
Mujhko iraade de
Kasamein de, waade de
Meri duaaon ke ishaaron ko sahaare de
Dil ko thikaane de
Naye bahaane de
Khaabon ki baarishon ko
Mausam ke paimane de
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro raha hun main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main (x2)
Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main
Itni si iltejaa
Ye meri zamanat hai
Tu meri amaanat hai haan...
Apne karam ki kar adayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro raha hoon main
Waqt bhi thehara hai
Kaise kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaa
Tu rooh ki raahat hai
Tu meri ibaadat hai
Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein
Sun raha hai naa tu
Ro raha hoon main
Sun raha hai naa tu
Kyun ro raha hun main
Yaaraa...

Ussay Bewafa Kehna B Mere Liye Gunnaah Ki Baat hai

Ussay Bewafa Kehna B Mere Liye Gunnaah Ki Baat hai,,
,
Bewafa Tu Ussay Kehtay Hain Jo Wafa Kar K Chorr Jaye.,

Sunday, 1 February 2015

Teri Aghosh Main


Janay Kaisey Us Ney Dil Chura Leya

Janay Kaisey Us Ney Dil Chura Leya Apnay Andaz-e-Wafa Say

Hum Sochty He Reh Gaye Aur Muhabbat Ho Gaye

Hoto pe ek muskan hi kafi h

Hoto pe ek muskan hi kafi h, ღ
Dil me ek armaan hi kafi h...
Kuchh nahi chahiye jindagi se, ღ
Aap yaad karte h ye ehsaan hi kafi h.

Barish Ki Awargi Ne Har Rut hi

Barish Ki Awargi Ne Har Rut hi
Badal dali
“JANA”
Jinhain Mushkil se bholy thy wo Phr
yaad Any Lgy…
HAPpY rainy DaY

Usne kaha

Usne kaha -
" Tum Main Pahle Jaisi Baat Nahi"
Mene Kaha -
" Zindagi Main Tera Saath Jo Nahi."
Usne Pucha -
"Ab bhi Kisi Ki Ankhon Main Doob Sakte Ho."
Mene kaha -
"Kisi Ki Aankho Main Wo Baat Nahi. "
Usne pucha -
"Kyun Itna Tootkar bhi Chaha Mujhe ?"
Mene Kaha -
" Insaan Hoon, Koi Pathar Jaat Nahi."
Usne Pucha -
"Kya Bewafa Hoon Main ?"
Mene Kaha -
"Mujhe Ab Wafa ki Talash Nahi."
Usne Kaha -
"Bhool Ja Mujhe Ab !"
Mene Kaha -
"Tum Haqiqat Ho Koi Khwaab Nahi.....!!!!

ιт'ѕ a nιce ғeelιng wнen yoυ ĸnow

ιт'ѕ a nιce ғeelιng wнen yoυ ĸnow тнaт ѕoмe one loveѕ yoυ,
ѕoмe one мιѕѕeѕ yoυ, ѕoмe one needѕ yoυ вυт ιт ғellѕ мυcн вeттer wнen yoυ ĸnow тнaт ѕoмe one never ever ғorgeтѕ yoυ

Aur Jab Door Hote Hain Toh Dua Karte

Tu Kya Jaane Humare Pyaar Ki Gehraayi Ko..
Hum Saath Hote Hain Toh Wafa Karte Hain..
Aur Jab Door Hote Hain Toh Dua Karte ...!

Peetay They Sharab Hum

Peetay They Sharab Hum,
Usne Chudadi Apni Kasam Dekar,
Mehfil Me Gaye The Hum,
Yaroon Ne Piladi Uski Kasam Dekar…

Is aas me chala jaunga main ye jahan chor ka

Is aas me chala jaunga main ye jahan chor kar
Ke shayad mera marna hi kuchh kaam aayega
Shayad chali aaye tu us pal mere paas daudkar
Jis pal tere paas meri maut ka paigam aayega..!
Taqdeer ne jese chaha vese dhal gye hum
Bahut sambhal k chale fir bhi fisal gye hum
Kisi ne viswas toda toh kabhi kisi ne dil,
Aur logon ko lagta hain ki badal gaye hum - See more at: http://www.trueshayari.in/sms/sad-shayari#sthash.yPt5B3PU.dpuf
Taqdeer ne jese chaha vese dhal gye hum
Bahut sambhal k chale fir bhi fisal gye hum
Kisi ne viswas toda toh kabhi kisi ne dil,
Aur logon ko lagta hain ki badal gaye hum - See more at: http://www.trueshayari.in/sms/sad-shayari#sthash.yPt5B3PU.dpuf

Bade ajeeb hain yeh zindagi ke raaste

Bade ajeeb hain yeh zindagi ke raaste,
Anjane mod par kuchh log dost ban jate hain,
Milne ki khushi de ya na de
Bichhadne ka gam zarur de jate hain…

Kyun kisi se itna pyar ho jata hai

Tujhse roo-ba-roo hokar baate karu,
Nigahe milakar wafa ke waade karu,
Thaam kar tera hath bethu tere samne,
Teri haseen surat ke main najare karu,
Sharma kar najro se tera kuch chupke keh jana,
Teri nigahon ke wo ishare samjhoo,
Teri har ek ada par kar doo kayi shayari,
Har lafz mein waafa ke daawe karu,
Sambhale nahi sambhalti ‘jaana’ ye dil ki tadap,
Tu hi bata main kab tak yu aahein bharu… - See more at: http://www.trueshayari.in/sms/romantic-shayari#sthash.IHSOqCUP.dpuf
Kyun kisi se itna pyar ho jata hai,
ek din jeena bhi dushwaar ho jata hai.
Lagne lagte hain apne bhi paraye,
aur ek ajnabi par itna aitbaar ho jata hai…
Tujhse roo-ba-roo hokar baate karu,
Nigahe milakar wafa ke waade karu,
Thaam kar tera hath bethu tere samne,
Teri haseen surat ke main najare karu,
Sharma kar najro se tera kuch chupke keh jana,
Teri nigahon ke wo ishare samjhoo,
Teri har ek ada par kar doo kayi shayari,
Har lafz mein waafa ke daawe karu,
Sambhale nahi sambhalti ‘jaana’ ye dil ki tadap,
Tu hi bata main kab tak yu aahein bharu… - See more at: http://www.trueshayari.in/sms/romantic-shayari#sthash.IHSOqCUP.dpuf

Is Qadar Qemti To Na Tha Mera Chain-o-Sakon

Is Qadar Qemti To Na Tha Mera Chain-o-Sakon Faraz

Loot Kr Lay Gaya Wo Kissi Anmol Khazany Ki Tarah.

Us k jaany se zindagi adhori samjta hoon

Us k jaany se zindagi adhori samjta hoon.
Wo kab aa jaye paas Be-taab sa rehta hoon.
Wo sath tha tu waqt ki raftaar thi Tezz.
Ab tu bus har pal Ghari ko takta rehta Hon.
Us ka yun chor k jaana mujhe acha na Laga.
Shyd Es liye Suba-o-shaam ab Udaas Rehta hoon.
Palat Kar Aaye Ga Wo Intzar Karta Hai zafar.!
Kasam Khuda Ki Usy Ab B Pyar Karta Hon.
Poet: Rizwan

Jaany Log kaise Lab se Lab Milaa Lete Hain

Jaany Log kaise Lab se Lab Milaa Lete Hain.
 Hamein Tu Aankh Milaany Par hi Hosh nahi Rehta

Ham se milo k kuch pal saath guzar jayen

Ham se milo k kuch pal saath guzar jayen.
Itna aao pas k aik dosre me Samaa jayen.
Bethein kuch aise aik jaga dono mil k.
Us jaga se jo guzray us k zehan me utar jayen.
Laila Or majno ka pyar tu ab Nahi hai yahan.
Aao ab ham es ko zinda misaal kar jayen.
Rizwan.! Us ka pyar tu teri jaan ban gya hai.
Kaash! Aye yun k ab ham aik ho jayen.
Poet.RIZWAN
Type By.Rizwan Mangi